Read here best collection Waqt Shayari in Hindi and English font. Yaad Shayari Two Line Shayari Love Shayari Bewafa Shayari Alone Shayari Chahat Shayari. Shere whatsapp facebook and girlfriend boyfriend friends and husband wife. I hope like thise.
Ate Waqt Ka Dard Kahin Jyada
गुजरे जमाने से आते वक़्त का दर्द कहीं ज्यादा है,जीते है उन लम्हों में जो रखते मिटाने का इरादा।
Jujre Jamane Se Ate Waqt Ka Dard Kahin Jyada Hai,
Jite Hai Un Lamhon Men Jo Rakhte Hai Mitane Ka Irada।
Waqt Aur Mere Bich Fasla
आज थकन नहीं ठेस लेके लौटा हूं सो कैसे जाऊंअब निगाहों में कुछ और होता है सो कैसे जाऊं,
वक़्त और मेरे बीच फासला है जमीं आसमां का
हँसते वक़्त में "मैं" रोता हूं सो कैसे जाऊं।
Aj Thakan Nahin Thes Leke Lauta Hun So kaise Jaun
Ab Nigahon Men Kuch Aur Hota Hai So Kaise Jaun,
Waqt Aur Mere Bich Fasla Hai Jamin Asaman ka
Hanste Waqt Men "Main" Rota Hun So kaise Jaun।
Waqt Badal Dete Hain
नहीं ऐसा कुछ की दे सके न जबाबवक़्त बदल देते हैं गुस्सा सहने वाले,
इक-इक अश्क को दिल ने दिया समन्दर
नहीं रखते अश्क पलकों से बहने वाले।
Nahin Aisa Kuch Ki De Sake Na Jabab
Waqt Badal Dete Hain Gussa Sahne Wale,
Ik-Ik Ashk Ko Dil Ne Diya Samandar
Nahin Rakhte Ashk Palkon Se Bahane Wale।
Waqt Ke Hathon Wo Bhi Majbur
वक़्त के हाथ वो भी मजबूर हो चले हमें ठुकराने को,रस्मों-रिवाज तोड़ना कोई गुनाह न था जिनकी नजर में।
Waqt Ke Hath Wo Bhi Majbur Ho Chale Humen Thukrane Ko,
Rasmon-Riwajo Todna Koi Gunah Na Tha Jinki Najar Men।
ठहर जाता वक़्त भी यहीं-कहीं ठहरे पानी की तरह,
मगर दुनिया किसी के हाथों में दिलचस्प किताब है।
Thahar Jata Waqt Bhi Yahin-Kahin Thahre Pahi Ki Tarah,
Magar Duniya Kisi Ke Hathon Men Dilchasp Kitab Hai।
वक़्त के किन लम्हों को नजर करूं तुझे ऐ जिंदगी,
किसी घड़ी का सूकून न जाने किस घड़ी का चैन उड़ा दे।
Waqt Ke Kin Lamhon Ko Najar Karun Tujhe Ai Jindgi,
Kisi Ghari Ka Sookun Na Jane Kis Ghadi Ka Chain Uda De।
Is Waqt To Kash Teri Bahon
इस वक़्त तो काश तेरी बाहों का सहारा होता हमें,उठे मयकदो से लगता है असर इन कदमों की चाल में।
Is Waqt To Kash Teri Bahon Ka Sahra Hota Humen,
Uthe Mayakdo Se Lagta Hai Asar In Kadmon Ki Chal Men।
पास बैठ जाओगे तो जाने का वक़्त लिए होंगे,
रहने दो ख्यालों को ख्याल इन्हें तड़प न दो।
Pas Baith Jaoge To Jane Ka Waqt Liy Honge,
Rahne Do Khyalon Ko Khyal Inhen Tadap Na Do।
Sawal Rakh Diy Waqt Ne
सवाल रख दीए वक़्त ने अपने से बड़े,लोगों पे ये कैसा इंतिहान गुजरा।
Sawal Rag Diy Waqt Ne Apne Se Bade,
Logon Pe Ye Kaise Imtihan Gujara।
किसी का बुरा वक़्त जल्द से जल्द खत्म हो जाए तो,
जिन्दगी में खुशी की इससे बड़ी बात क्या होगी।
Kisi Ka Bura Waqt Jald Se Jald Khatm Ho Jay To,
Jindgi Men Khushi Ki Isase Badi Bat Kya Hogi।
Dekhte Rahe Khwwab