जिंदगी शायरी
Kbhi Jindgi Men Aisa Bhi
हर रास्ता एक सफर चाहता है,
हर मुसाफिर एक हमसफर चाहता है,
जैसे चाहती है चांदनी चाँद को,
कोई है जो तुम्हें इस कदर चाहता है.!
Har Rasta Ek Safar Chahta Hai, Har Musafir Ek Humsafar Chahta Hai, Jaise Chahati Hai Chandani Chand Ko, Koi Hai Jo Tumhen Es Kadar Chahta Hai.!
महफिल कभी उदास नही होती,
प्यार की मंजिले इतनी पास नही होती,
होता कभी कभी जिंदगी में ऐसा भी,
मिल जाते है वो भी जिनकी कभी
आस नही होती.!
Mahfil Kbhi Udas Nahi Hoti,
Pyar Ki Manjile Etni Pas Nahi Hoti,
Hota Kbhi Kbhi Jindgi Me Aisa Bhi,
Mil Jate Hai Wo Bhi Jinki Kbhi
Aas Nahi Hoti.!
Pyar Ki Manjile Etni Pas Nahi Hoti,
Hota Kbhi Kbhi Jindgi Me Aisa Bhi,
Mil Jate Hai Wo Bhi Jinki Kbhi
Aas Nahi Hoti.!
मेरी साँसों से तुम शिकवा करते हो,
छुप-छुप के चाहत का सौदा करते हो,
तुम्ही सोचो यह कैसी मजबूरिया है,
मुझे में रहकर मुझसेही परदा करते है.
Meri Sanson Se Tum Shikva Karte Ho,
chhup-chhup Ke Chahat Ka Soda Karte Ho, Tumhi Socho Yah Kaisi Majburiya Hai,
Mujhe Men Rahkar Mujhsehi Parda Karte Ho.
chhup-chhup Ke Chahat Ka Soda Karte Ho, Tumhi Socho Yah Kaisi Majburiya Hai,
Mujhe Men Rahkar Mujhsehi Parda Karte Ho.