Kya Najar Kah Jati Hai 






De jati hai sahara jine ka hawa aati hai jo jati hai,
Meri har dhadkan ki chah usase milne ki rah jati hai Main chal pada hun sath saay ke bhatak jau na kahin jismani ruh najar kbhi Yha kbhi wha aati hai, Uljhi - See sanse teri sanson se hi suljh sakti hai
Majburiyon se dastan bayaan Anakahi see rah jati hai! Aabat ho jay to hoti nahin barbad hoke bhi barbad har roj sath aansuon ke jo yad bah jati hai! Bejan ho chali muddaton se khuli bahen usake liye! Jo darke jamane se fasle karke rah jati hai! Pattharon se eljaam Kanto - See Rusawaeyan liy hum hain! Hya jo teri bani hasi kbhi dard bade sah jati hai!
Bas ek guman men jhute dilason men basar hai jindgi sunna labon se chaha samjhna nahin kya najar kah jati hai.!!